Age: 124
6310 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
1. Hazrat Abu Bakar Siddiq (R.A) 2. Hazrat Umar bin Khattab (R.A) 3. Hazrat Usman ibn Affan (R.A) 4. Hazrat Ali ibn Abi Talib (R.A) 5. Hazrat Talha ibn Ubaid-Allah (R.A) 6. Hazrat Zubair ibn al-Awwam (R.A) 7. Hazrat Abdul-Rahman ibn Awf (R.A) 8. Hazrat Sa'ad ibn Abi Waqas (R.A) 9. Hazrat Abu-Obaida ibn al-Jarrah (R.A) 10. Hazrat Said ibn Zaid (R.A)
Age: 124
6310 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Nabi karim (SAW) kay daur mai bhee sahaba karam mai ikhtilafat pae jatay thay. jesay Nabi karim (SAW) ki jismani mairaj aur rohani mairaj per bohat sai sahaba mai ikhtilaf paya jata tha. But this is surely not the reason to define different sects in Islam.
Nabi Karim (SAW) kay visal kay baad bohat say waqiat aisay miltay hain jin mai sahaba karam main agar ikhtilaf ho jata tha to woh apas mai larai nahi kartay thay ya aik dosray ko ghalat nahi kehtay thay balkeh ziada ilm aur qurb panay walay sahaba ki baat ko foqiat di jati thee.
baad mai fiqah ki kutab muratab karnay ka yeh maqsad nahi tha keh apas mai ikhtilafat hon, balkeh un logon tak deen ki taleem pohnchana tha jo arab ya os kay qurb-o-jawar mai nahi rehtay thay. osi daur sai ikhtilafat shuru howay aur barhtay barhtay baat kahan per pohanch gai.
dua hai keh Allah hamain rah-e-hidayat aur sirat-e-mustaqim ata farmae.
Age: 124
6310 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks for reading. May Allah save all of us from saying such things. may be members ignored it due to lengthy topic. astonished to see 39 time viewed and just 1 time replied.
Age: 124
6310 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jazak-Allah. very nice sharing.
some addition
saleheen farmatay hain keh farmatay hain faraiz kay baad jitni dair sai ya waqfay sai baqi namaz ada ki jae gi utna os mai khusho aur khuzo kam hota jae ga. Is liye faraiz kay foran baad baqi namaz ada kar leni chahiye. Is sai yeh bhe akhaz kia jata hai keh faraiz kay baad ki dua mukhtasar tareen honi chahiye.